Aap(S A W)ne Farmaya JO Momin apne Ghar se Wazo kar k Masjid Namaz k liye jaye uske wapas Ghar ane tak har Kadam par 1 Neki aur 1 Gunah maaf honge" INSHAALLAH.. -=(S.D)=- Nabisaw ne farmaya" jis waqt 3 aadmi safar kar rahe hon wo ek ko apna amir muqarrar karle" (Abudaud) -=(S.D)=-
Jab Koi Banda, Allah ki Nyamat Par ALHAMDU-LILLAH kehta hai to Allah usko isse Afzal Nyamat Ataa Farmata hai. (Ibne Maja)
-=(S.D)=- Nabi(SAW)ne apne DO ungliyon ko Milakar farMaya,Main aur YateeM ki Parwarish Karnewala JANNAT Me in Do Ungli ki tarah kareeb honge <Bukhari -=(S.D)=-
-=(S.D)=- HADEES: "Jo Shaks Ghar Me Khair-O-Barkat Ka Talabghar Ho Usay Chahye Ke Ba-Wazu Ho Kar Khana Khaay" {Ibn-e-Maja} >JOIN SUNNIWORLD >567678 -=(S.D)=-
3 Chizen Insan Ko Allah Se Door Karti Hen 1> Apne Aamal Ko Ziyada Samjna 2> Apne Gunahon Ko Bhool Jana 3> Apne Apko Sab Se Behtar Samjna (Hazrat Ali)
-=(S.D)=-
5 Cheezain Jin Ko Sirf Daikhne Se Bhi Nekiyan Milti Hain
1- Khana-E-Kaba
2- Quraan Pak.
3- Waldain.
4- Aalim-E-Deen.
5- Aab-E-Zam Zam.
-=(S.D)=-
Zindagi Bewafa Q Hoti Hai..
Wafa Krne Ki Saza Q Hoti Hai.. Choti Si Baat Pe Baha Dete Hain Khoon.. Insan Mein Itni Ana Q Hoti Hai.. Karta Ho Mein Jis Se Baar Baar Tauba.. Elahi Mujhse Wohi Khata Q Hoti Hai.. Banate Tou Hain Hum Apne Hatho Se Masjid.. Namaz Apni Hi Phir Qaza Q Hoti Hai..
-=(S.D)=-
Farishtey Us Musalman Par Tajjub Karte HAI, Jo Musalman Ke Pas Se Guzarta Hai Magar Usey SALAM Nahi Karta (Sahih Muslim)..
-=(S.D)=-
Eman Ki Halawat Ka Maza Kyun Nahi Letay Sarkoon Pe Nigahoo Ko Jhoka Kyun Nahi Letay
-=(S.D)=-
In A Research Japnese Scientists Found That Charactersticks Of Aab-e-Zam Zam Are Very Special n Different From Common Water. Even In Labortory These Mineral Qualities Cant B Created But By Putting Just A Drop Of Aab- e-Zam Zam The Normal Water Attain The Characterstics Of Aab-e-Zam Zam They Further Added That By Reciting "Bismillah" The Characterstics Of Water Changed n It Becomes Good For Health SUBHANALLAH Proud To be A Muslim...
-=(S.D)=-
Insaan Ki Zehniyat Bhi Kitni Ajeeb Hai Bimaari K Khauf Se Khaana Chorh Deta Hai Lekin Dozakh K Khauf Se Gunah Nahi
-=(S.D)=-
Allah [S.W.T] k Gunaahgar Pr 4 Ehsaan 1 - Nahi Rokta Rizq Ko 2 - Nahi Cheenta Tandrusti Ko 3 - Nahi Zahir Kerta Gunah Ko 4 - Nahi Azaab Deta Fil-waqt
-=(S.D)=-
Aaqa (AS) Ne Frmaya: Jab 2 Muslman Apni Talwaron K Sath Milain (Apus Mein Larain) To Qatil Aur Maqtul Donon Jahanum Mein Hain. Rawi Ne Arz Kia: Ya Rasool-Llah! Qatil K Mutalaq To Darust Ha Lakin Maqtul Q? Frmaya: Q K Wo B Apnay Hareef Ko Qatal Kernay Ka Tamunai Tha. (Al Minhaj-Us-Sawi Bahawala Bukhari
-=(S.D)=-
Momin Banda Na Zuban Sy Hamla Karny Wala Hota Hy, Na Lanat Karny Wala Hota Hy, Na Badd Go, Aur Na Gali Bakny Wala. (Tirmizi)
-=(S.D)=-
Hazrat Ali (A.S) Irshad Farmatay Hain K "Dushman Chahe Jitna B Acha Dost Ban Jae, Usper Aitbar Na Karna, Q K Pani Ko Chahe Jitna Bi Garam Karlo, Aag Bhujane K Liye Kafi Hota Hai."
-=(S.D)=-