-=(S.D)=- ALLAH,,se payara koi nam nahi hota uski ibadat se bada koi kam nahi hota duniya ki mohabat me hai ruswaiyan par uski mohabat me koi badnam nahi hota. -=(S.D)=- JANNAT MAANGNE KI DUA- "ALLAHUMMA INNI ASSALUKAL JANNAH" DOZAKH SE DURI KI DUA- "ALLAHUMMA AJIRNI MINANNAAR" PLZ. 4WD, JITNE LOG PADENGE SAWAB AAPKO MILEGA. -=(S.D)=- "Kaho k beshak meri NAMAZ aur meri QURBANI aur meri ZINDAGI aur meri MAUT ALLAH k liye hai jo tamam AALAMEEN ka RAB hai." -=(S.D)=- :Aakhrat ASL hai aur DUNIYA uska Saaya,Asl ko Sawarne ki Mehnat kro Saaya khud b khud Sawar jayega.Magar Hum to Saaye par hi Mehnat kr k Mut'main hain.? hai na. -=(S.D)=- Namaz K Wazu Se NoOr MiLtA HaI
SaBkE DiLoN Ko SaRuR MiLtA HaI
Jo BhI JaTa Hai Masjid me
KuCh Na KuCh JaRuR MiLtA HaI
"ALLAH"hame "HIDAYAT"de "AAMEEN" -=(S.D)=- "TEEN" Cheezen Hasil Karo"Imaan""Akhlaaq""Sharafat""TEEN" Cheezen Paak Rakho"Jism""Libaas""Khayalat""TEEN" Cheezen Yaad Rakho"Maut""Ehsaan""Naseehat" -=(S.D)=- HAQ pe raho to jeene ka saamaan bahut hae. Jo deen se hae door pareshaan bahut hae. Dhoondo na hidayat ka koi aur tariqa. Momin ki hidayat ko quraan bahut hae. -=(S.D)=- EK KHUBSURAT ANDAAZ-E-DUA "Aye mere "ALLAH PAK" MERE WOH TAMAAM GUNAAHO KO maaf farma de Jo meri duaon Ki Qabuliyat Mein Rukawat Bante Hai: AAMEEN: -=(S.D)=- Thikana Qabar hai tera, Ebadat kuch to kar A Ghafil, Kahawat hai kE khalli hath GHAR KO jaya nahi karte. -=(S.D)=- -=*(Rehan Kausar)*=- -=(S.D)=-
YE TO ALLAH HI NE IN ME ULFAT DAL DI WO GALIB HIKMATOn WALA HAE.AE NABI !TUJHE ALLAH KAAFI HAE AUR UN MOMIN0n KO JO TERI PAERWI KAR RAHE HAEn.SURAH ANFAAL 63+64 -=(S.D)=- Deen mein kisi tarah ki jabardasti na karo kyonki hidayat gumrahi se bilkul alag hai. Qur'an 2:256 -=(S.D)=- YE WAHI LOG HAEn JIN PAR ALLAH KI PHATKAAR HAE AUR JIN KI SAMA AT AUR ANKHON KI RAOSHNI CHHEEN LI. KYA YE QURAN ME GAUR WO FIKR NAHI KARTE?SURAH M0HAMMAD 23+24 -=(S.D)=- AUR JO SHAKHS ALLAH KE BULANE WALE KA KAHENA NA MANE GA PUS WO ZAMIN ME KAHIN (BHAG KAR ALLAH)KO AAJIZ NAHI KAR SAKTA .SURAH AHQAAF 32 -=(S.D)=- HAM AJ KE DIN UN KE MUNH PAR MOHREn LAGA DENGE AUR UNKE HAATH HAM SE BATEn KAREn GE AUR UN K PAA0n GAWAHIYAAn DEn GE UN KAAM0n KI JO WO KARTE THE.SURAH YASIN 65 -=(S.D)=- LEKIN HAAN US ALLAH KI IBAADAT KARTA HUN JO TUMHARI JAAN QABZ KARTA HAE AUR MUJH KO YE HUKM HUA HAE KE MAE IMAAN LANE WALON ME SE HUN.SURAH YUNUS 104 -=(S.D)=-
kehte hain patthar dil aadmi ke aanso nahi nikalte,
par teri hi kudrat hai,
pattharon se hi jharne phoot_te hain ..!!
-=(S.D)=-
Apne Ahal O Ayal Ko Namaz Ki Takeed Karo Aur Khud Us Par Kayam Raho(Quran)
-=(S.D)=-
FARMANE IMAM GAZALI ALAIHIREHMA BUDH K DIN 100 MARTABA BISSMILLAH SHARIF PADHEGA WOH AZABE QABR SE NAJAT PAYEGA.
-=(S.D)=-
Prophet said,"Don't tell a lie against me for whoever tells a lie against me (intentionally)thn he will surely enter the hell- fire"(SB3 :106)
-=(S.D)=-
And we test u through the Bad & the Good by way of TRIAL (Q21 ;35)
-=(S.D)=-
All of us are waiting, so wait; you will surely find out who are on the correct path, and who are truly guided.(Q20 :35)
-=(S.D)=-
Dua while going to EID-GAH: Allah-u-Akbar Allah-u-Akbar la- ilaha illalla-hu w-Allahu- AkbarAllah-Akbar wa-lillahil- hamd.
-=(S.D)=-
And be not as those who divided n differed among themselves after the clear proofs had come to them (Q3 :105)
-=(S.D)=-
AND PERFORM the pilgrimage & the pious visit[to Mecca]in honour of God;n if you are held back,give instead whatever u can afford(Q 2 :196)
-=(S.D)=-
Eid al-Adha is three days long and starts on the 10th day of the month of Dhul-Hijja of the lunar Islamic calendar.
-=(S.D)=-
Narrated Ali ibn AbuTalib: The Prophet(sws) prohibited to sacrifice an animal with a slit ear and broken horn. (Sunnah Abu Dawud 15 :2799)
-=(S.D)=-